Ghar ka kabaar bechna aik aam baat hai, lekin kuch baaton ka khayal rakhna zaroori hota hai taake aap ko sahi qeemat mile.
1. Alag alag karein: Loha, plastic, tanba aur kaghaz ko alag alag kar lein. Milay jule kabaar ka rate hamesha kam milta hai.
2. Wazan check karein: Hamesha digital kante par wazan karwayein.
3. Pickup ki sahulat: Agar saman zyada hai to aise buyer ko bulayein jo free pickup de.
4. Foran payment: Saman dene se pehle payment ka tareeqa (cash ya transfer) pakka karein.
Irfan G Scrap aap ke ghar ya dukan se free pickup ki sahulat deta hai aur foran cash payment karta hai.
Free Pickup Ke Liye Rabta Karein